Saturday, June 12, 2010

Sajnaa _Lamhaa (2010) (MIKA and CHINMAYI)

Saajnaa, mahiya ve

Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe naa paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve

Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe naa paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe naa paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve

Kayi khwaab dil tujhko le kar sajaaye
Par khauf yeh bhi kahin par sataaye
Ghar yeh bhi tootey toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hai khushiyaan kahan re
Kyon dil ko dukhana bewajah saajna ve
Kyon dil ko dukhana bewajah
Phir aansu bahaana ik dafa
Phir aansu bahaana ik dafa
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve

Tu hi to har pal bandha hai
Lamhon ki inn zanjeeron mein
Tu hi to har dum raha hai
Khwaabon ki har taabeeron mein
Tu hi to har din dikha hai
Dhundli ujli tasveeron mein
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan saajnaa ve
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan
Ab tu hi to har su har jagah
Ab tu hi to har su har jagah
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve

Haan tera saaya toh main hoon
Par sang tere naa reh sakun
Haan iss safar mein toh main hoon
Par sang tere naa ruk sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Saajnaa, saajnaa, mahiya, saajnaa ve
Mahiya ve, mahiya ve ..

Madno _ Lamhaa (2010)

Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe na paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe na paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re

Hai dil ko teri aarzoo
Par main tujhe na paa sakun
Hai dil ko teri justaju
Par main tujhe na paa sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re
Madno madno ..

Kayi khwaab dil tujhko le kar sajaaye
Par khauf yeh bhi kahin par sataaye
Ghar yeh bhi tootey toh phir hoga kya re
Mujhe raas aati hain khushiyaan kahan re
Kyon dil ko dukhana bewajah madno re
Kyon dil ko dukhana bewajah
Phir aansu bahana ik dafa
Phir aansu bahana ik dafa
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re

Tu hi to har pal bandha hai
Lamhon ki inn zanjeeron mein
Tu hi to har dum raha hai
Khwaabon ki har taaberon mein
Tu hi to har din dikha hai
Dhundli ujli tasveeron mein
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan madno re
Tere hi to hai khusboo mujh mein haan

Ab tu hi to har su har jagah
Ab tu hi to har su har jagah
Mujhse shab sa subah
Meelat tashmai judaa
Mujhse labh sa dua
Meelat tashmai judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re

Haan tera saaya to main hoon
Par sang tere na reh sakun
Haan iss safar me to main hoon
Par sang tere na ruk sakun
Main hoon shab tu subah
Dono jud ke judaa
Main hoon labh tu dua
Dono jud ke judaa
Madno, mashuko, dilbaro, madno re

Thursday, June 10, 2010

Zindagi ye Safar Main.. from Dil Kabadii (2008)

Hmm Hmm…

Hmm Hmm…
Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda

Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda

Hmm Hmm…
Hmm Hmm…
Aansuon ki dhoop mein
Koi chal raha idhar
Aansuon ki dhoop mein
Koi chal raha idhar
Kehkahon ki chhanv mein
Koi chal raha udhar
Koi kisi se gum hua
Koi kisi ko mil gaya
Koi kisi se gum hua
Koi kisi ko mil gaya
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda

sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
ni pa ni pa ni pa ni pa ni sa
sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
sa ni, ni sa ni sa ni sa
sa re re re
sa re re pa re re
ma re re sa

Hain milan ki chahatein
Faasle hain darmiyaan
Hain milan ki chahatein
Faasle hain darmiyaan
Dhadkane to ek hai
Phir bhi hai ye dooriyaan
Koi kisi ko hai chahata
Koi kisi se hai khafa
Koi kisi ko hai chahata
Koi kisi se hai khafa
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda

Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Zindagi ye safar mein hai
Kat raha hai rasta
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda
Hum safar to hai magar
Manzilein hain juda juda

Meri wafayen from Sainik (1993)

Meri Wafayein Yaad Karoge

Meri Wafayein Yaad Karoge
Roooge Ahaaaan Fariyaad Karoge
Meri Wafayein..

Mujhko To Barbad Kiya Hai
Mujhko To Barbad Kiya Hai
Aur Kise Aye Heeyy Barbaadd Karoge
Roooge Fariyaad Karoge
Meri Wafayein..

Kaise Bhoologe Tum Mujhko

Kaise Bhoologe Tum Mujhko
Yaad Mujhe Mere Baad Karoge
Roooge Ahaaaan Fariyaad Karoge
Meri Wafayein..

Meri Mohabbat Yaad Karoge
Meri Mohabbat Yaad Karoge
Roooge Fariyaad Karoge
Meri Mohabbat..

Apno Ko To Bhool Chuke Ho
Apno Ko To Bhool Chuke Ho
Aur Kise Tum Yaaad Karoge
Roooge Fariyaad Karoge
Meri Mohabbat..

Loot Ke Meri Duniya Dilbar
Loot Ke Meri Duniya Dilbar
Kaise Khud Ko Abad Karoge
Roooge Fariyaad Karoge
Meri Mohabbat Yaad Karoge
Meri Wafayein Yaad Karoge
Meri Wafayein...

Soniyo-Raaz 2 (Sonu and Shreya)

Ooohoo

Baby Come Stand By My Side
Come N Be My Guding Light
O I Will Be What You Want Me To Be
I Will Give All My Love In Whole Of My Life

Soniyo..; O Soniyo..
Tumhein Dekhta Hoon To Sohcta Hoon Bas Yehi
Tum Jo..; Mera Saath Do..
Sare Gum Bhola Ke Jee Lu Muskuraake Zindagi
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat Tu Bas De De Mera Saath

I Get This Feeling Now; I Cannot Wait No Longer
I Know Your Love Will Keep Me Happy
Will Keep Me Stronger

I Get This Feeling Now; I Cannot Live Without You
I Know Your Loves The Only One So True

raho Me Tanha Hoon Sath Le Chal Yun
Sang Tere Safar Poora Karu..
Kyaa Kahun.. Aye Zindagi..
Tu He Meri Saans Rehnaa Tu Paas Har Ghadi
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat Tu Bas De De Mera Saath
Tu Bas De De Mera Saath


Tujhko Jo Paaya To Hari Ye Lagta Kyun
Bahon Me Bas Teri Mehfooz Hoon..
Tum Banaa.. Saaya Mera..
Zindagi Me Aao Zindagi Bitaao Bas Yehi
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat Tu Bas De De Mera Saath
Tu Bas De De Mera Saath

Baby Come Stand By My Side
Come N Be My Guding Light
O I Will Be What You Want Me To Be
I Will Give All My Love In Whole Of My Life
Babby; Come N Be My Guding Light...

Soniyo (From the Heart)-RAAZ 2

Soniyo.. O Soniyo..
Tumhein Dekhta Hoon To Sohcta Hoon Bas Yehi
Tum Jo.. Mera Saath Do..
Sare Gum Bhola Ke; Jee Lu Muskuraake Zindagi
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat
Tu Bas De De Mera Saath

Oo Tuj Me Hi Dekhaa He; Mene Manzil Ko
Tuj Me Dhadkan Mili Is Dil Ko..
Bin Tere Kadmon Tale
Raahe Naahi He Tuje Me Kahi He; Meri Zameen
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat
Tu Bas De De Mera Saath

O Sun Le Yaa Padh Le Tu; Meri Khamoshi
He Jarurat Teri Saanson Jaise..
Tuj Se Hi Sab Kuch Mila..
Ek Tu Naahi To Mera Yahan Kuch Bhi Naahi
Tu Dede Mera Saath Thaam Le Haath
Chahe Jo Bhi Ho Baat
Tu Bas De De Mera Saath
Mera Saath Mera Saath

Thursday, June 3, 2010

Bikhr Bikhri from What's Your Rashee?

Bikhri bikhri si zulfein hain kyun
Khoyi khoyi si aankhein hain kyun
Gham ka yeh pal guzar jaayega
Phir koi humsafar Aayega

Beete pal bhool ja
Woh pal nahin hain kahin
Laayenge pal naye,
Ek Zindagi phir haseen
Yeh Bheegi Palkein utha
Yeh soch ke muskura
Laayega phir samay koi zamaana aisa yahan
Phir chalegi hawa manchali
Phir se mehkegi koi kali
Phir koi humsafar aayega
Dil koi geet phir gaayegaa

Raat lambi sahe phir bhi yeh Ek raat hai
Subah ho jaayegi sau baaton ki baat hai
Phir jaagegi yeh fiza
Phir dil ka Ek rassta
Le jaayega waheen tujhe
Tere hai manzil jahan
Sach to yeh hai ki hona hai yun
To in aakhon mein aansoon hai kyun
Gham na kar tu jo murjha gaye
Phool khil jaayenge phir naye

Bheegi si Bhaagi si

Aayi meri subha hasti hasati

boli aake tere liye sandesa hai, haan hai
jaagi aankhon ko bhi sapna milega
kohin khushi aane ka bhi andesa hai, haan hai

Aaan han, Gulabi si subha
Aaan han, Sharabi si hawa
Bheegi si bhaagi si mere bazuon me samaye
Soi si jaagi si kohin prem dhun wo sunaye
Bheegi si bhaagi si mere bazuon me samaye
Soi si jaagi si kohin ram dhun wo sunaye

Rahen bahen bole baatein rumani
Aao betho sunno baatien kahani hai, haan hai
Taazi taazi lage humko rozana
Teri meri baatien yun to purani hai, haan hai

Aaan han, khaylon se pale
Aaan han, ye zindagi chale
Bheegi si bhaagi si mere me samaye
soi si jaagi si kohin prem dhun wo sunaye
Bheegi si bhaagi si mere bazuon me samaye
soi si jaagi si kohin ram dhun wo sunaye
Meri aankhon ki siyahi, priya deti hai gawahi
Mai pyaasi thi niraasi, kyun taani ki surahi
Meri aankhon ki siyahi, priya deti hai gawayi

Tujhe dekha to khila hun
Teri chahat me ghula hun
Mile mandir me khuda jun
Mai to tujh me yun mila hun

Meri aankhon ki siyahi, priya deti hai gawahi
Meri aankhon ki siyahi, priya deti hai gawahi

Aaan han, dhunde na ab kohin
Aaan han, mai khoya tu khoyi
Bheegi si bhaagi si mere bazuon me samaye
Soi si jaagi si kohin prem dhun wo sunaye
Bheegi si bhaagi si mere bazuon me samaye
Soi si jaagi si kohin ram dhun wo sunaye